Listen and view songs with lyrics of Humi Se Mohabbat Hami Se Ladai Song Lyrics from Hindi Movie Leader (1964). The song has sung by Mohammad Rafi and Music of Humi Se Mohabbat Hami Se Ladai Song has been composed by Naushad Ali. Lyrics has penned by Shakeel Badayuni.
Song Title: Humi Se Mohabbat Hami Se Ladai
Movie: Leader (1964)
Singers: Mohammad Rafi
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Director: Naushad Ali
are Maar Dala Duhaai Duhaai - 2
abhi Nasamajh Ho Uthao Na Khnajar - 2
kahin Mud Na Jaye Tumhari Kalai
are Maar Dala Duhaai Duhaai
sitam Aaj Mujhpar Jo Tum Dha Rahi Ho
badi Khubsoorat Nazar Aa Rahi Ho
ye Jee Chahta Hai Ke Khud Jaan De Doon- 2
mohabbat Mein Aaye Na Tum Par Burai
are Maar Dala Duhaai Duhaai
hume Husn Ki Har Ada Hai Ganvara
haseenon Ka Gussa Bhi Lagta Hai Pyaara
udhar Tumne Teer-e-nazar Dil Pe Maara - 2
idhar Humne Bhi Jaan Par Chot Khaai
humi Se...
karo Khoon Yun Tum Na Mere Jigar Ka
bas Is Vaar Kafi Hai Tirchi Nazar Ka
yahi Pyaar Ko Aazmane Ke Din Hai - 2
kiye Jaao Humse Yunhi Bewafai
humi Se...
ooooooo...
abhi Na Samajh Uthao Na Khanjar - 2
kahin Mud Na Jaaye Tumhari Kalai
are Maar Dala Duhaai Duhaai
Song Title: Humi Se Mohabbat Hami Se Ladai
Movie: Leader (1964)
Singers: Mohammad Rafi
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Director: Naushad Ali
Humi Se Mohabbat Hami Se Ladai Song Lyrics
Humi Se Mohabbat Humi Se Ladai - 2are Maar Dala Duhaai Duhaai - 2
abhi Nasamajh Ho Uthao Na Khnajar - 2
kahin Mud Na Jaye Tumhari Kalai
are Maar Dala Duhaai Duhaai
sitam Aaj Mujhpar Jo Tum Dha Rahi Ho
badi Khubsoorat Nazar Aa Rahi Ho
ye Jee Chahta Hai Ke Khud Jaan De Doon- 2
mohabbat Mein Aaye Na Tum Par Burai
are Maar Dala Duhaai Duhaai
hume Husn Ki Har Ada Hai Ganvara
haseenon Ka Gussa Bhi Lagta Hai Pyaara
udhar Tumne Teer-e-nazar Dil Pe Maara - 2
idhar Humne Bhi Jaan Par Chot Khaai
humi Se...
karo Khoon Yun Tum Na Mere Jigar Ka
bas Is Vaar Kafi Hai Tirchi Nazar Ka
yahi Pyaar Ko Aazmane Ke Din Hai - 2
kiye Jaao Humse Yunhi Bewafai
humi Se...
ooooooo...
abhi Na Samajh Uthao Na Khanjar - 2
kahin Mud Na Jaaye Tumhari Kalai
are Maar Dala Duhaai Duhaai
No comments:
Post a Comment