Listen and view songs with Lyrics of Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Song Lyrics from bollywood film Chor Machaye Shor (1974). The song has sung by Kishore Kumar and Music of Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Song has composed by Ravindra Jain. Lyrics penned by Ravindra Jain.
Song Title: Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha
Film : Chor Machaye Shor (1974)
Singer : Kishore Kumar
Lyrics : Ravindra Jain
Music : Ravindra Jain
Listen Song while you read Lyrics.
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Kabhi is pag mein, kabhi us pag mein
Bandhta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Kabhi toot gaya, kabhi toda gaya
Sau baar mujhe phir joda gaya haan..
Kabhi toot gaya, kabhi toda gaya
Sau baar mujhe phir joda gaya..
Yun hi lut-lut ke, aur mit-mit ke
Banta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Main karta raha auron ki kahi
Meri baat mere man hi mein rahi..
Main karta raha auron ki kahi
Meri baat mere man hi mein rahi..
Kabhi mandir mein, kabhi mehfil mein
Sajta hi raha hoon main..
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Apnon mein rahe ya gairon mein
Ghunghroo ki jagah to hai pairon mein..
Apnon mein rahe ya gairon mein
Ghunghroo ki jagah to hai pairon mein
Phir kaisa gila, jag se jo mila
Sehta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Bajta hi raha hoon main
Hmm..
Song Title: Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha
Film : Chor Machaye Shor (1974)
Singer : Kishore Kumar
Lyrics : Ravindra Jain
Music : Ravindra Jain
Listen Song while you read Lyrics.
Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Song Lyrics
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon mainGhunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Kabhi is pag mein, kabhi us pag mein
Bandhta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Kabhi toot gaya, kabhi toda gaya
Sau baar mujhe phir joda gaya haan..
Kabhi toot gaya, kabhi toda gaya
Sau baar mujhe phir joda gaya..
Yun hi lut-lut ke, aur mit-mit ke
Banta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Main karta raha auron ki kahi
Meri baat mere man hi mein rahi..
Main karta raha auron ki kahi
Meri baat mere man hi mein rahi..
Kabhi mandir mein, kabhi mehfil mein
Sajta hi raha hoon main..
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Apnon mein rahe ya gairon mein
Ghunghroo ki jagah to hai pairon mein..
Apnon mein rahe ya gairon mein
Ghunghroo ki jagah to hai pairon mein
Phir kaisa gila, jag se jo mila
Sehta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main
Bajta hi raha hoon main
Hmm..
No comments:
Post a Comment