Wednesday, 21 August 2013

Tayyab Ali Pyar Ka Dushman Lyrics


Tayyab Ali Pyar Ka Dushman Lyrics from Once Upon Ay Time In Mumbaai Again / Dobara (2013). The song is sung by Javed Ali. Music of song composed by Anupam Amod. Lyrics of Tayyab Ali Pyar Ka Dushman  – penned by Rajat Aroraa. The film feature Akshay Kumar, Sonakshi Sinha and Imran Khan in leading roles. The Movie release date 15 August 2013.

Tayyab Ali Pyar Ka Dushman  Lyrics :


Ho frontier pe tere, aaya hai jawaan
Doorbeen se taake woh apna nishaan
Hey frontier pe tere, aaya hai jawaan
Doorbeen se taake woh apna nishaan
(kya baat hai)

O.. Tayyab, tell me, tell me, how? how?
Tayyab, tell me, tell me, how? how?
Ho Ladki teri Taj Mahal si hum kare wow wow
Ho Ladki teri Taj Mahal si hum kare wow wow
Kyun hone na de, ban.ne na de
Salma ko dulhan

Tayyab Ali pyar ka dushman haay haay
Mere yaar ka dushman haay-haay haay-haay (x2)

Ladka aur Ladki raazi
Phir bhi naa maane Qazi
Ye zidd na chhodein
Ye dil ko todein
Kyun hone naa de, ban.ne naa de
Salma ko dulhan

Tayyab Ali pyar ka dushman haay haay
Mere yaar ka dushman haay-haay haay-haay (x2)

C'mon baby
Purana chaawal tu - haay haay
Nayi biryani hum - haay haay haay
Middle mein dekho kaise murgi phadphadati hai
Tera toh ho gaya - haay haay
Hum se kyun jalta hai - haay haay haay
Humko maloom teri Fiat kahaan jaati hai
Kisi ko pata chala toh B O W bow bow
(Kisi ko pata chala toh B O W bow bow)
Kisi ko pata chala toh B O W bow bow

Kyun hone na de, Ban.ne na de
Salma ko dulhan

Tayyab Ali pyar ka dushman haay haay
Mere yaar ka dushman haay-haay haay-haay (x2)

Haaye nigaahein tadpofy (haaye haaye)
Hai armaan bhadkofy
Beautiful baby teri
Apne parlour aane de
Jawaani dekho fly (haaye haaye)
Hai kab se hum toh try
Family mein do couple ko tu jaane de

Dilon ko mila de ab toh N.O.W. now now
(Dilon ko mila de ab toh N.O.W. now now)
Dilon ko mila de ab toh N.O.W. now now

Kyun hone na de, Ban.ne na de
Salma ko dulhan

Tayyab Ali pyar ka dushman haay haay
Mere yaar ka dushman haay-haay haay-haay (x2)

Haay Haay...
(Arey waari jaaun...)

No comments:

Post a Comment