Monday, 3 February 2014

ASALAAM-E-ISHQUM SONG LYRICS - GUNDAY (2014)

ASALAAM-E-ISHQUM SONG LYRICS from Bollywood Movie GUNDAY (2014). The song is sung by Bappi Lahiri, Neha Bhasin and Music composed by Sohail Sen. Lyrics of Asalaam e Ishqum Song penned by Irshad Kamil. The film features  Ranveer Singh and Arjun Kapoor as Bikram and Bala in the lead roles while Priyanka Chopra and Irrfan Khan appear as Nandita and ACP Satyajeet Sarkar in supporting roles. The Movie release date 14 February 2014.



ASALAAM-E-ISHQUM SONG LYRICS


Ishq hai wo aatish ghalib
Jo jalaaye na jale
Uljhaaye na uljhe..

Apni salaamati hai maangti
Tujh se nazar oh nazami
Salaam se na kaam se
Dil ki kayi baatein bani..

Hoo..hoo..hoo..

Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..
Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..

Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..
Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..

O meri adaayein teer hain..
Haan meri adaayein teer hain
Meri adaayein teer hai..
Mera yaar nishana tum..

Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..
Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..

Apni salaamati hai maangti
Tujh se nazar oh nazami
Salaam se na kaam se
Dil ki kayi baatein bani..

Haan maar de ya chhod de tu
Rakh le dil ya tod de tu
Aisa koi mod de tu
Zindegi mein ho maza..

Haan yaad hai angdaiyao mein
Milke bhi tanhaaiyon mein
Husn ki parchhaiyon mein
Khubsoorat kaafila..

Hey husn gali mein saikdo..
Re husn gali mein saikdo..
Husn gali mein saikdo..
Deewane ho gaye gum..

Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..
Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..

Soch koi raat aisi
Raat mein ho baat aisi
Baat mein barsaat aisi
Jis mein bheege manchala

Hey raat ka tanha safar ho
Ishq ke apne zor par ho
Karwatein kuchh hamsafar ho
Aadhe din ho tan jala

Haay ek baar dhuye se husn ke..
Ek baar dhuye se husn ke..
Ek baar dhuye se husn ke..
Thoda sa bhar lo dum..

Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..
Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..

Apni salaamati hai maangti
Tujh se nazar oh nazami
Salaam se na kaam se
Dil ki kayi baatein bani..

Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..
Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..

Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum..
Asalaam-e-ishqum yaara
Assalaam-e-ishqum…

SAAIYAAN SONG LYRICS - GUNDAY (2014)

SAAIYAAN SONG LYRICS from Bollywood Movie GUNDAY (2014). The song is sung by Vishal Shahid Mallya and Music composed by Sohail Sen. Lyrics of Saaiyaan Song penned by Irshad Kamil. The film features  Ranveer Singh and Arjun Kapoor as Bikram and Bala in the lead roles while Priyanka Chopra and Irrfan Khan appear as Nandita and ACP Satyajeet Sarkar in supporting roles. The Movie release date 14 February 2014.

SAAIYAAN SONG LYRICS 


Kal meera tadpi kaanha ko..
Sab laaj samaaj ganvaayi re..
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai baari kaanha ki aayi re

Mori jaan gayi
Hoo tora khel hua..
Mujhse main rootha
Mujh mein main toota..

Hooo mujhse main rootha
Mujh mein main toota..
Mujhko maine ishq wafa mein
Khud hi hai loota
Lut lut ke, lut lut ke
Jeena hai marna baanke yaar bina..

Saaiyaan hudd main ki karaan..
Saiyaan jeena ya maraan..
Saaiyan rab mujhse khafa
Saaiyaan
Saaiyaan hudd main ki karaan..
Saiyaan jeena ya maraan..
Saaiyan rab mujhse khafa
Saaiyaan

Mujhse main rootha
Mujh mein main toota..
Mujhko maine ishq wafa mein
Khud hi hai loota
Lut lut ke, lut lut ke
Jeena hai marna baanke yaar bina..

Saaiyaan hudd main ki karaan..
Saiyaan jeena ya maraan..
Saaiyan rab mujhse khafa
Saaiyaan
Saaiyaan hudd main ki karaan..
Saiyaan jeena ya maraan..
Saaiyan rab mujhse khafa
Saaiyaan

Ho sapno ke sheeshe toote
Dukh ki daraar se
Chah ke bhi nikle na man majhdhaar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaaye na
Phir bhi aawazein sune baadlo ke paar se

Rus-rus ke, rus-rus ke
Man se man jaana khud hi yaar bina..

Saaiyaan hud main ki karaan..
Saaiyaan jeena ya maraan..
Saaiyaan rab mujhse khafa
Saaiyaan..
Saaiyaan hudd main ki karaan..
Saiyaan jeena ya maraan..
Saaiyan rab mujhse khafa
Saaiyaan.

TUNE MAARI ENTRIYAAN SONG LYRICS - GUNDAY (2014)

TUNE MAARI ENTRIYAAN SONG LYRICS from Bollywood Movie GUNDAY (2014). The song is sung by Vishal Dadlani, Bappi Lahiri, KK, Neeti Mohan and Music composed by Sohail Sen. Lyrics of Tune Maari Entriyaan Song penned by Irshad Kamil. The film features  Ranveer Singh and Arjun Kapoor as Bikram and Bala in the lead roles while Priyanka Chopra and Irrfan Khan appear as Nandita and ACP Satyajeet Sarkar in supporting roles. The Movie release date 14 February 2014.

TUNE MAARI ENTRIYAAN SONG LYRICS 


Oh shona..oh shona..
Oh shona..oh shona..
Oh shona..oh shona..

Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..

Tune maari entriyaan re
Dil mein baji ghantiyan re
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..

Arey tune maari entriyaan re
Dil mein baji ghantiyan re
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
Dil ki sun commentriyaan re
Pyaar ki guarantiyaan re
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..

Arre tada tadi karna
Hai ab nahi sudharna
Footane laga hai
Arre chaahton ka jharna
Dil ki na marammatein hon
Na koi warrantiyaan re
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
O..tune maari entriyaan re
Dil mein baji ghantiyan re
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..

Siti veeti, aankhein
Vaankhein na yun maro
Phenko na chaahat ke daane
Haan..majnu, raanjhe
Saare jhoothe hain yahaan pe
Jhoothe hain dil ke fasaane

Ho..chaahe toh lele tu aaj
Wafa ki aaj kasmein-wasmein
Kasmein-wasmein
Na hoon main na hai dil
Zara bhi dekh apne bas mein..bas mein
Peechhe mere aashiqon
Peechhe mere aashiqon ki
Poori poori countriyan re
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
Ho..maine maari entriyaan re
Dil mein baji ghantiyan re
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..

Meethi, meethi baatein
Kar ke aana chaahe
Dheere se nazdeek pyaare
Haan bhole panchhi
Tu na samjhe ke main kya hoon
Shole ko samjhe tu taare

Ho..jo bhi hai, jaisi hai
Meri hai jaan maine mana mana..mana..
O..jo bhi ho, jaisi ho
Maine hai yaar tujhko pana..pana..

Senti honke baatein bhi
Arre senti honke baatein bhi
Tu kar raha hai sentiyaan re
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
Ho..maine maari entriyaan re
Dil mein baji ghantiyan re
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..

Arre tada-tadi karna
Hai ab nahi sudharna
Footane laga hai
Arre chaahton ka jharna
Dil ki na marammatein hon
Na koi warrantiyaan re
Tang tang tang tang..
Tang tang tang tang..
O..tune maari entriyaan re
Dil mein baji ghantiyan re tang..

JASHN-E-ISHQA SONG LYRICS - GUNDAY (2014)

JASHN-E-ISHQA SONG LYRICS from Bollywood Movie GUNDAY (2014). The song is sung by Javed Ali, Shadab Faridi and Music composed by Sohail Sen. Lyrics of Jashn-E-Ishqa Song penned by Irshad Kamil. The film features  Ranveer Singh and Arjun Kapoor as Bikram and Bala in the lead roles while Priyanka Chopra and Irrfan Khan appear as Nandita and ACP Satyajeet Sarkar in supporting roles. The Movie release date 14 February 2014.


JASHN-E-ISHQA SONG LYRICS


Jashn e Ishqa...

Daur-e-ishqa ek jashan hai
Lekin apna alag tashan hai
Khoon mein sulgi ek agan hai
Beh ke dikhlayega yeh tevar (x2)

Chaahat ke dar pe
Dil ka dharna hai
Naa mar ke jeena
Jee ke marna hai (x2)

Toofan ke humdum
Angaare hain hum
Dhadkan mein thoda sa
Baarood hai khwaahish ka

Jashn-e-Ishqa
Jashn-e-Ishqa...

Loha jug, hum aari
Sab pe hain hum bhaari
Aadha jag se yaarana hai
Aadhi Rab se yaari (x2)

Chalta hai sikka
Hukamon ka ikka
Banta apna har din
Hi shola sa ishqa

Jashn-e-Ishqa
Jashn-e-Ishqa...

Dil ki bhatti daale
Gham ke koyle kaale
Logon ki baaton se laakhon,
Rooh pe pad gaye chhaale (x2)

Zakhmon ko sehla
Ye dil na behla
Dil bhi jaise ek taara,
Hai apni hi gardish ka

Jashn-e-ishqa...

Wednesday, 15 January 2014

Yaariyan Songs Lyrics 2014

Yaariyan Songs Lyrics 2014: Yaariyan (2014) Bollywood college-based romance adventure film directed by Divya Khosla Kumar and produced by Bhushan Kumar. Music of Yaariyan (2014) songs is  Mithoon, Pritam Chakraborty, Honey Singh, Anupam Amod. Lyrics of Yaariyan (2014) Hindi Songs penned by Irshad Kamil, Mithoon Sharma, Arko Pravo Mukherjee, Honey Singh, Amitabh Bhattacharya. The film features Himansh Kohli, Serah Singh and Rakul Preet Singh in the lead roles. The Movie release date 10th January, 2013.


Yaariyan Songs Lyrics 2014:


01- Love Me Thoda Aur
by Arijit Singh

02- Zor Laga Ke Haisha
by Vishal Dadlani

03- Mujhe Ishq Se
by Gajendra Verma, Tulsi Kumar

04- Meri Maa
by Krishnakumar Kunnath (K.K)

05- Allah Waariyan
by Shafqat Amanat Ali Khan

06- Sunny Sunny
by Honey Singh, Sonu Kakkar

07- Baarish
by Gajendra Verma, Mohammad Irfan

08- ABCD
by Benny Dayal, Honey Singh, Shefali Alvares

Love Me Thoda Aur Song Lyrics - Yaariyan (2014)

Love Me Thoda Aur Song Lyrics from Bollywood Movie Yaariyan (2014). The song is sung by Arijit Singh. Music of Song composed by Pritam Chakraborty. Lyrics of Love Me Thoda Aur Song penned by Irshad Kamil. The film features Himansh Kohli, Serah Singh and Rakul Preet Singh in the lead roles. The Movie release date 10th January, 2013.

Love Me Thoda Aur Song Lyrics

Ho…o…o..ho..
Ho…o…o..ho..

Shayaron se lafz leke todhe se udhaar
Bolana yeh chahata hoon dil se tumko yaar
Ho raha tha, ho gaya hai halka sa khumar
Koi naa raha hai dil pe apne zor
Love me thoda aur..
Love me thoda aur..
Love me thoda aur..
Thoda aur..

Ho…o…o..ho..
Ho…o…o..ho..

Teri baaton ki pyaari si
Mithi se khushboo mein leke
Saath mein.. Muskuraata sa..
Neendon se, khwabon se
Milta hoon main to raat mein
Yeh adaa hai nai, yeh adaa aa gai
Tu jo mila kabhi na kiya tha
Khud pe itna gaur..

Love me thoda aur..
Love me thoda aur..
Love me thoda aur..
Love me thoda aur..

Tum ho ya na ho
Lagta hai jaise ki ab tum hi to ho
Har ghadi milta tumse hoon
Jitna main utni hi milne ki wajah hai badhi..
Milne ki koshishein
Pyaar ki khwahishein hoti rahein
Tujhe dekh ke hain saansein karti shor

Love me thoda aur..
Love me thoda aur..
Love me thoda aur..

Ho…o…o..ho..

Zor Laga Ke Haisha Song Lyrics - Yaariyan (2014)

Zor Laga Ke Haisha Song Lyrics from Bollywood Movie Yaariyan (2014). The song is sung by Vishal Dadlani. Music of Song composed by Arko Pravo Mukherjee. Lyrics of Zor Laga Ke Haisha Song penned by Irshad Kamil. The film features Himansh Kohli, Serah Singh and Rakul Preet Singh in the lead roles. The Movie release date 10th January, 2013.



Zor Laga Ke Haisha Song Lyrics

Hum jawaan khoon ki garmi se
Garmi se ya besharmi se
Hum jawaan khoon ki garmi se
Garmi se ya besharmi se

Jo thaan liya kar jaayenge
Ab jeet ke hi ghar jaayenge
Jo thaan liya kar jaayenge
Ab jeet ke hi ghar jaayenge

Chal zor laga ke haisha
Chal kadam badha ke haisha
Chal zor lagaake haishaa
Chal kadam badha ke haishaa
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum-kadam

Aazaadiyon ki kya hadein
Na hausalon ki hai sarhadein
Hum parvaton ko cheer dein
Hum aandhiyon naa raah dein

Ho..ishq ya jung zamaane se
Donon mein jeet zaroori hai
Duniya ke apne laalach hain
Dil ki apni majboori hai
Yeh baat bata ke jaayenge
Hum khwaab saja ke jaayenge
Yeh baat bata ke jaayenge
Hum khwaab saja ke jaayenge…ae..

Chal zor laga ke haishaa
Chal kadam badha ke haisha
Chal zor lagaake haisha
Chal kadam badha ke haishaa
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum-kadam

Kya dooriyan, kya faasle
Be-khauf se yunhi chalte chale
Yeh jaanti hai manzilein
Toofan hai kahin pairon tale

De re na…de re na..de re na…

Hum khushiyon ke hain saudagar
Sabke aansoo pee jaate hain
Jab jag samjhe be-jaan hamein
Hum hanste hain, jee jaate hain
Yeh aadat bohat puraani hai
Hum hindi hundustani hain
Yeh aadat bohat puraani hai
Hum hindi hundustani hain

Chal zor laga ke haisha..
Jhanda fehra ke haishaa
Chal zor lagaake haisha
Sab saath mein ja ke haisha
Chal pyaar jataa ke haishaa
Jan gan man gaa ke haisha
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum-kadam.